santa aur banta k bich mai fight ho rahi thi .
banta:- saale mai tere kapde phaad k tujhe naanga kar doonga
santa:- dekh serious ladai mai romantic baat mat kar
SANTA:Lalaji dettol soap hai,
Lala:ha,santa:acha vala hai,
Lala:ha,Santa: achi quality ka hai,
Lala:ha bhai ha,
Santa: thik hai hath dhokr 1kg aata do..
Santa: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
Santa Ko Beta Hua.
Use Jyotish Ke Pass Le Gaye
Jyotish:Ye Jiska Naam Pehle Bolega Wo mar JyegaBaccha Bola "PAPA" Aur Dusre Din Padosi Mar Gya
Jaj : Suna hai pichale 10 saal se tmne apni biwi ko dara dhamka k rakha hai.
Santa : Par Janab
Jaj : Safai ki jarurat nahi bas itna batao ye tumne kiya kaise
Santa Banta
Ek baar santa ko koi 8th floor par bulata hai.
Jb vo vaha jata hai to flat ke samne likha rehta hai "Santa April Fool"
to Santa likhta hai "Mai to yahan pr aya hi nhi tha.'
Santa: Sharab pite pite rone laga
Banta: Kya hua kyo ro rahe ho?
Santa: Yaar ki kara jis ladki ko bhulane k liye pi raha tha,uska naam yaad nhi aa raha hai
santa 2 doctor-apne kaha tha ki subah khelne se sehat thik rehti hai pr muje to koi fark nai pada?
doctor-konsa game khelteho?
santa-mobile mai snake wala
santa=mere padosi ka bacha gum ho gaya
banta=fir kya kiya?
santa=maine kaha google pe search karlo,
mil jaye to download kr lena.
Banta Cigratte pe 2 metre pipe laga kr pe raha tha.
Santa : Tu pipe laga kar cig Q pe raha hai
Banta : Doctor ne kaha, Cig-Bidi se dur rehna.
Santa pe bijli ka taar gir gaya.
Santa tarap tarap k marne hi wala tha ki use yaad aya ki bijli to 2 din se band hai....